Sunday 20 March 2011

Woh dil hi kya jo tere milne hi duana karein...♥ Mein tujhay bhool kar zinda rahunKhuda na karein...♥ Rahe ga pyaar teray saath zindagi ban karr ... ♥ Yeh or baat ha meri zindagi wafa na karein ...♥ Yeh theek hai nahi marta koi judaai mein.........♥ Khuda kisi ko kisi se judaaa na karein...♥ Agar wafa pe bharosa rahe na duniya mein.....♥ Tu koi shaks muhabbat ka hosla na karein... ♥ Suna hai iss ko muhabbat duayaindeti hain... ♥ Jo dil per chot tu khaye per gila na karein ...♥ Buja diya hai naseebon ne mere pyar ka chand... ♥ Koi diya meri Palkon per ab jala na karein.

1 comment: